Nuggets Shayari

Kabhi socha na tha chup rehne ki itni wajeh mil jayengi 
ki bewajah ab baat na kar pane ki gam hone laga hai...

-----------------------------

Aaj phir gujri baaton ne apna asar dikhaya
waqt mere se aage nikalta gaya
aur main yaadon ke piche mudta gaya...

-----------------------------

kabhi kabhi yuh bhi hota hai
ki usi woh bachpan wala masoom sa marne mitne wali pyar ki
taraf phir se ye badi ujhi hui jawani kuch der ke liye wapas muda chala jata hai...  

-----------------------------

Iss duniya me dil toh patthar sabhi ka hai
adhi zindegi gujar gayi inhe pehchan ne me
aur adhi gujar rahi hai 
khud ko patthar bana ne me...

Comments