Uljhan..
Khud mai kahin khone laga hun
har umeed se samjhota kar ke tanha baitha hun..
Ye kaisi he uljhan
duniya ki raah pe chalu
toh apne aap se milo dur hun
aur apni raah khud banane niklu
toh har raah me khud ko akela hi pata hun..
hata don ye duniya ki sau tarah ke bediyan
jo har raah me mujhe jakad ne pe tula hai
mujhe apni manjil ke taraf jaana hai
mujhe apni manjil ke taraf jaana hai..
par ye raaste bhi usi mitti se bandhe hai
jo saath nahin dete
kyu ki paas kisi mod pe likha hai
wahan jaana mana hai..

Comments
Post a Comment